Toote Teri Nigah Se Toote Teri Nigah Se Agar Dil Habaab KaToote teri nigah sToote teri nigah se agar dil habaab kaPaani bhi phir piein to maza hai sharaab kaDozakh mujhe qabool, ai, munkir-o-nakeerLekin nahin dimagh sawaal-o-jawab kaTha kis ke dil ko kashmkash-e-ishq ka dimaghYaarab bura ho deeda-e-khana-kharaab kaZahid sabhi hai neimat-e-haq jo hai aql-o-sharbLekin ajab maza hai sharaab-o-kabaab kaGhaafil ghazab se ho ke karam par na rakh nazarPur hai sharar-e-baraq se daaman sahaab kaQatra gira tha choo ke mere ashk-e-garam seDarya mein hai hanzooz phaphola habaab kaSauda, nigah-e-deeda-e-tahqiq ke hazurJalwa har ek zarre mein hai aaftaab ka
Hans Ke Farmaate Hai Woh Hans Ke Farmaate Hai WohHans ke farmaate hai woHans ke farmaate hai woh, dekh ke haalat meriKyon tum aasaan samajhte the mohabbat meriBaad marne ke bhi chhori na rafaaqat meriMeri turbat se lagi baithi hai hasrat meriMain ne aaghosh-e-tasawur mein bhi kheincha tau kahaPis gai, pis gai be dard, nazaakat meriYaar pahlu mein hai, tanhaai hai, kahdo nikleAaj kyon dil mein chhipi baithi hai hasrat meriAaeena subah-e-shab-e-wasl jo dekha tau kahaDekh zaalim, yehi thi shaam ko surat meriHusan aur ishq hum-aaghosh nazar aa jaateTeri taswir mein khinch jaati jo hairat meriKis dhitaai se who dil chheen ke kahte hai, amirWho mera ghar har, rahe jis mein mohabbat meri
Nazar Se Baat Karne Do Hamain Khamosh Rehne DoNazar se baat karne do hamain khamosh rehne do.Jo dil me baat hai dilkash zabaan seKya bayaan hogi…
Mujhe Maaf Kar Mere Humsafar Tujhe Chahna Meri Bhool Thi Kisi Raah Par Jo Uthi Nazar Tujhe Dekhna MeriMujhe maaf kar mere humsafaTujhe chahna meri bhool thKisi raah paJo uthi nazaTujhe dekhna meri bhool thKoi nazam ho koi gazal hKahin raat ho kahin sehar hWo gli glWo shehar shehaTujhe dhundna meri bhool thTere gum ki koi dawa nahiMujhe tujhsye koi gila nahiMera koi tere siwa nahiYehi sochna meri bhool thMujhe maaf kar myre humsafTujhe chahna meri bhool thi.......!
Khamos Rehkar Kyu Hume Jalate He Wo Apni Yado Se Kyu Hume Rulate H Wo Tasveer BKhamos rehkar kyu hume jalate he wApni yado se kyu hume rulate h wTasveer b nhi h mere pas unki tKyu band anko me nazar aate he wo
Kyun Tut Jata Hain Aaina Surat Teri DekhkarKyun tut jata hain aaina suraTeri dekhkar, sharma jati haiChandni nazare teri dekhkarTu ek pal ke liye muskura kTo dekh idhar, tere chahanWalon ki bheed hain is kadar